Online Naat Pakistan Download Free Naat Pakistani NaatKhawan List Name Pictures Islamic Pictures Islamic Quotes Islamic Blog Islamic Audio and Video Collection
Tuesday 24 December 2013
Friday 20 December 2013
Koi Mansoor Koi Ban K Ghazali Aye by Qari Shahid Mehmood

Friday 13 December 2013
Ishq E rasolallah
سر لامکاں سے طلب ہوئ
سوے منتہا وہ چلا نبی
کوئ حد ہے نہ اُن کے عروج کی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ بلغ العلٰی بکملہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
روخ مصطفٰے کی یہ روشنی
یے تجلیوں کی ہما ہمی
کے ہر اک چیز چمک اٹھی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ کشف الدجٰی بجمالہ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
یے کمال حق محمدی
کے ہر اک پے چشم کرم رہی
سر حشر نعرہ امتی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ حسنت جمیع الخصالہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
بخدا ہے عشق محمدی
میرا ذکر و فکر ہے یہی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ صلو علیہ وٰالہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Sar-e-Lamakan say Talab hui
Soo-e-Muntaha Wo chala Nabi
Koi had hi na Un key Urooj ki
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ بلغ العلٰی بکملہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Rukh-e-Mustufa ki ye Roshni
Ye Tajalion ki Hama Hami
K har ik cheaz chamak uthi
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ کشف الدجٰی بجمالہ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Ye Kamal-e-Haq-e-Muhammadi
K har ik pey Chashm-e-Karam rahi
Sar-e-Hashr Nara-e-Ummati
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ حسنت جمیع الخصالہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Ba'Khuda hai Ishq-e-Muhammadi
سوے منتہا وہ چلا نبی
کوئ حد ہے نہ اُن کے عروج کی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ بلغ العلٰی بکملہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
روخ مصطفٰے کی یہ روشنی
یے تجلیوں کی ہما ہمی
کے ہر اک چیز چمک اٹھی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ کشف الدجٰی بجمالہ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
یے کمال حق محمدی
کے ہر اک پے چشم کرم رہی
سر حشر نعرہ امتی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ حسنت جمیع الخصالہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
بخدا ہے عشق محمدی
میرا ذکر و فکر ہے یہی
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ صلو علیہ وٰالہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Sar-e-Lamakan say Talab hui
Soo-e-Muntaha Wo chala Nabi
Koi had hi na Un key Urooj ki
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ بلغ العلٰی بکملہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Rukh-e-Mustufa ki ye Roshni
Ye Tajalion ki Hama Hami
K har ik cheaz chamak uthi
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ کشف الدجٰی بجمالہ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Ye Kamal-e-Haq-e-Muhammadi
K har ik pey Chashm-e-Karam rahi
Sar-e-Hashr Nara-e-Ummati
۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ حسنت جمیع الخصالہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔
Ba'Khuda hai Ishq-e-Muhammadi
Mera Zikr-o-Fikr hai Yehi
Monday 9 December 2013
Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata By Naat
Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata Meri Bhi Soue Taibah Lagai Hai
May Mohtaj Hoo Ek Nigahe Karam Ka Tumhare Karam Se Meri Zindagi Hai
Hai Wadi e Aiwan Pe Khalique Ki Rehmat Musallam Hai Baitul Muqaddas Ki Azmat
Magar Qalb e Muztar Ko Hai Jiski Haajat Woh Sultan e Taibah Tumhari Gali Hai
Tumhare Hi Tukdo Pe Mera Guzara Tumhare Darbar Ka Hoo May Mangta
Jo Tumse Na Mangoo To Fir Kis Se Mangoo Tumhara To Saara Gharana Saqi Hai
Yahan Reh Ke Jina Hai Marne Se Badtar Wahan Jaake Marne Jine Se Behtar
Mayassar Jo Ho Unke Qadmo May Rehkar Wohi Zindagi Asla May Zindagi Hai
Mere Aaqa Aao Ke Mudda Hui Hai Teri Rah May Akhiya Bichate Bichate
Badi Hasrato Se Badi Chahato Se Bahut Deein Huey Ghar Sajate Sajate
Mera Hai Ye Iman Ye Mera Yaqin Hai Mere Mustafa (Sallaho Alayhe Wasslam) Sa Na Koi Hasin Hai

Rukh Unka Dekha Hai Jab Se Qamar Ne Nikalta Hai Mooh Ko Chupate Chupate
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
An Nabi Sallu Alaih, salawatullah alaih
Wa yanaalul baraka, kullu man salla alaih.
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
An Nabi ya halireen, ilmu ilmal yaqeen
Anna Rabbal Alameen, wa rala salla alaih.

Kaabe ke badrud duja, tum pe karoron durood,
Taiba ke shamsud duha, tum pe karoron durood,
Shafiye rawze jaza, tum pe karoron durood
Dafiye jumla bala, tum pe karoron durood.
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
An Nabi ya man halar, an Nabi khairul bashar
Man lahu shaqqul qamar, wa nazil sallim alaih.

Dil karo thandha mera wo kafe pa chaand sa,
Seene pe rakdo zara, tum pe karoron durood
Zaat hui intikhaab, wasf huwe la jawab
Naam huwa Mustafa, tum pe karoron durood.
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
An Nabi zakal uroos, zikruhu yuhyi nufoos,
An nasaara wal majoos, aslamu ala yadaih.

Be hunar be tameez, kiske huwe hein azeez
Ik tumare siwa, tum pe karoron durood
Aas hai koi na paas, ik tumaari hai aas
Bas hai yahi aasra, tum pe karoron durood.
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
Seena ke hai daag daag, kehdo kare baag baag,
Taiba se aake saba, tum pe karoron durood.
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
An Nabiyyul Mustafa, ibne ZamZam wass Safa,
Man taa’la sharafa, kulluhum salla alaih.

An Nabiyyul mujtaba, an Nabi saakin quba,
Hubbuhu li madhaba, Rabbana salla alaih.

Tum se jahan ka nizaam, tum pe karoron durood,
Tum pe karoron sana, tum pe karoron durood,
Tum ho jawado kareem, tum ho Raufur Raheem,
Bheek ho daata ataa, tum pe karoron durood,
Khalq ke haakim ho tum, rizq ke qaasim ho tum,
Tum se mila jo mila, tum pe karoron durood,
Nafii wo dafii ho tum, shaafii wo rafii ho tum,
Tum se bas afzon khuda, tum pe karoron durood,
Shaafee wo naafee ho tum, kaafee wo daafee ho tum,
Dard ko kardo dawa, tum pe karoron durood.
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
Barse karam ki bharan, bhoole niam ke chaman,
Aysi chala do hawa, tum pe karoron durood,
Kyun kahoon be kas hun mein, kyun kahoon be bas hun mein,
Tum ho mein tum pe fida, tum pe karoron durood
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
An Nabi dhaakal maleeh, qawaluhu qawlu saheeh,
Wal Qur’an shai’un faseeh, Allazee unzil alaih.

Karke tumare gunaah, manghe tumaari panaa,
Tum kaho daaman mein aa, tum pe karoron durood,
Ham ne khata mein na ki, tum ne ataa mein na ki,
Koi kamee sarwara, tum pe karoron durood.
Aankh ata keejiye, us mein ziya deejiye,
Jalwa qareeb aagaya, tum pe karoron durood
Kaam woh le leejiye, tumko jo raazi kare,
Theek ho naame Raza, tum pe karoron durood.
Ya Rasulallah Ya Rasulallah
Ya Habiballah Ya Habiballah
Wal Hassan tummal Hussain, lin Nabi raihaanatain,
Fatima qurrathu ayn, jadduhum sallu alaih.

Ye Ubaid adna ghulam, tera he khairul anam,
Waqt midhat keliye, is ki ho umr tamam

Mein Mariz E IshQ E Rasool (صلى الله عليه وسلم ) Hoon
خلق کے سرور شافع محشر صلی اللہ علیہ وسلم
مرسل داور خاص پیمبر صلی اللہ علیہ وسلم
نورمجسم، نیّر اعظم، سرور عالم، مونسِ آدم
نوح کے ہمدم، خضر کے رہبر، صلی اللہ علیہ وسلم
فخر جہاں ہیں، عرش مکاں ہیں، شاہ شہاں ہیں، سیف زباں ہیں
سب پہ عیاں ہیں آپ کے جوہر، صلی اللہ علیہ وسلم
قبلہء عالم، کعبہ اعظم، سب سے مقدم راز کے محرم
جان مجسم، روح مصور، صلی اللہ علیہ وسلم
دولتِ دنیا خاک برابر، ہاتھ کے خالی دل کے تونگر
مالک کشور تخت نہ افسر، صلی اللہ علیہ وسلم
رہبر موسیٰ، ہادیء عیسٰی ، تارک دنیا، مالک عقبٰی
ہاتھ کا تکیہ، خاک کا بستر، صلی اللہ علیہ وسلم
سروخراماں، چہرہ گلستاں، جبہ تاباں، مہر درخشاں
سنبل پیچاں، زلف معنبر ، صلی اللہ علیہ وسلم
مہر سے مملو ریشہ ریشہ، نعت امؔیر اپنا ہے پیشہ
ورد ہمیشہ رہتا ہے لب پر ، صلی اللہ علیہ وسلم

Sunday 8 December 2013
Hazrat Ali (R.A) farmatey hain
Hazrat Ali (R.A) farmatey hain-------
Zindagi k 3 sunheri usool
humesha yaad rakho
1, Us se zaroor mafi mango jise tum Chahty ho.
2, Usy mat choro jo tumhey Chahta ho.
3, Us se kuch na chupao jo tum per Aitbar karey.
<><><><><><>
khush qismat hai woh insaan jis k liye koi roye
AUR
Bad qismat hai woh shakhas Jis ki wajah se koi roye
<><><><><>
Lambi dosti K liye 2 cheezon per amal karo
1> apne dost se gussey mein baat mat karo
2> apne dost ki gussey mein kahi hoi baat dil pe mat lo
<><><><><>
Jab kisi k liye dil mein nafrat peda honey lagey
foran uski achaiyan yaad kia karo

Gulam Mustafa & Owais Raza Qadri New Beautifull Mehfil in Jhang 12 Sep 2013

Friday 6 December 2013
Subscribe to:
Posts (Atom)